https://indiaresultjobs4.blogspot.com/?m=1

Domain names for just 88 cents!

Lesson 1-3

Welcome to Blogging Course ðŸŽ¯

Hello Doston ðŸ™‚

Sabse Pehle to Is Course pe aapka Swagat hai ðŸ™‚

Is Page Ko Acche Se Padho. Isme aapke course se related saari detail di gayi hai.

Follow Me on Instagram – BetterCreator Instagram

1. Course ko kab tak dekh sakte hain ?

Is Course ko aap 5 Days ke liye FREE Access kar sakte ho. Pura course complete karne me aapko 3-4 Ghante lagenge. 
Jitne jaldi ho sake complete kar lo. Nahi to baad me fir ye PAID Course ho jayega. 

2. Videos nahi chal rahe hain ? Load nahi ho raha kya karein ?

Chrome browser me chalaoge to koi issue nahi ayega.

Private ya incognito mode me mat chalana aur agar koi ad blocker installed hai to use disable kar dena is site pe.

3. Blogging course ka koi certificate milega kya ?

Nahi Blogging course me koi certificate nahi milega.

4. BetterCreator ka Digital Marketing Course Kab Launch hoga ?

Digital Marketing Course launch ho chuka hai jise aap Sirf ₹ 299 me join kar sakte ho . Wo bhi complete hindi me samjhaya hai, uska aapko 1 year ka access milega.

Aur Digital Marketing course me aapko course complete karne pe certificate bhi milega.

Digital Marketing Course 20 Hours ka hai.

To Join Digital Marketing Course – Click here

5. BetterCreator ko youtube aur Instagram par kahaan follow kare ?

Aap hume neeche wale links par subscribe aur follow kar sakte ho.

Youtube – Subscribe BetterCreator Youtube Channel

Instagram – Follow BetterCreator Instagram Account

6. BetterCreator ko kaise contact kare ?

Digital Marketing Course me Enrol Karne pe aapko hamare Online Discussion Forum ka access milega jahaan aap apne doubts post kar sakte ho.
Meri team aur baki 1000+ Bloggers/Digital Marketers ek dusre ki help karte hain wahaan.

Chalo ab course shuru karte hain ðŸ™‚

Lesson 1 – Blog kya hota hai ?

Note : Agar Videos nahi chal rahe to Google Chrome browser me chalao. Aaram se chalega.

Lesson 2 – Blog Kis Topic Par Banaye ?

Blog Kis Topic Par Banaye ? Niche Kya hota hai ?

Resources : 

Google Trends Tool Jo Pichle Video Me Discuss kiya hai.

Google Trends Tool – Click Karke Access Karo

101 Blog Topics Ebook

Download PDF Here – 101 Blog Topics EBook by BetterCreator

Alternate Link – 101 Blog Topics Ebook

Lesson 3 – Blog Kaunse Language me banaye ?

 

Post a Comment

0 Comments